मै दीया बन ना चाहता हू ..
Mai diya ban na chahta hu
Har rah me ujiyara chahta hu..
Nash timir ka karke
Jyoti gyan bantana chahta hu..
Asimeet prakash punj banu mai
Manav man ka bhaya haru mai..
Prabhu bas yahi vinti hai meri
Mai diya ban na chahta hu..
Har rah me ujiyara chahta hu..
Nash timir ka karke
Jyoti gyan bantana chahta hu..
Asimeet prakash punj banu mai
Manav man ka bhaya haru mai..
Prabhu bas yahi vinti hai meri
Mai diya ban na chahta hu..
Written on 15th August ,2008